“Arz Kiya Hai” by , featured in Coke Studio Bharat Season 3, is a soulful Hindi song that captures the gentle emotions of love and longing. The song lyrics are poetic and heartfelt, expressing the quiet courage that comes with falling in love. A standout line, “Aise tu lage ki gulaab hai bagon mein dil ke,” compares the beloved to a rose blooming in the heart’s garden, symbolizing deep admiration and affection.
The song features a soft acoustic arrangement built around chords like Em7, D, and Cadd9. This simple yet soothing progression adds to the emotional richness of the track, making it a favorite for guitar players and listeners drawn to romantic melodies. “Arz Kiya Hai” beautifully reflects how love can inspire honesty, vulnerability, and poetic expression.
Tuning:
E A D G B E
Capo:
no capo
[Intro]
Fm7
Ab Db
Eb Fm7 Eb
Db
[Verse 1]
Eb Fm7
Kayar jo the,
Eb
woh shayar bane
Db Eb
Ab kya kya karein ye ishq mein
Fm7
Na kehte the kuch jo,
Eb
lage khoj mein
Db
Kya lafz chunne,
naye aashiq ye
[Pre-Chorus]
Fm7 Eb
Ishq mein tere hai Faiz bane
Db
Arz kiya hai
Eb
Humne bhi likha kuch
tere baare mein hai
[Chorus]
Fm7 Eb
Aise tu lage ki gulab hai
Fm7 Eb
Aur aise tu lage ki gulab hai
Fm7
Baagon mein dil ke khilke
Eb Db Eb
in fizaaon mein chhaye ho haaye
Fm7 Eb
Aur waise hum toh tere hi ghulaam hai
Fm7 Eb
Aur waise hum toh tere hi ghulaam hai
Fm7
Baadshah dil ke,
Eb Db Eb
teri baazi mein jo tu chaahe to
[Verse 2]
Fm7 Eb
Doobе dilon ki kya nau banoon
Db Eb
Main khud tair paaoon na aankhon mein
Fm7 Eb
Shayar ki fitrat mein hi doobna
Db Eb
Main kya hi ladoon toofanon se
[Pre-Chorus]
Fm7 Eb
Ishq mеin tere hai Faiz bane
Db Eb
Arz kiya hai
N.C.
Humne bhi likha kuch
tere baare mein hai
[Chorus]
Fm7 Eb
Haathon ko sambhale mere haathon mein
Fm7 Eb
Kaise haathon ko sambhale mere haathon mein
Fm7
Jab tak neend na aaye,
Eb Dbmaj7 Eb
inn lakeeron mein baatein ho, haaye
Ab Fm Eb
[Indian Sargam]
Fm7 Eb Db Eb x4
[Bridge]
Fm7
Haan, sab ne toh
Eb
sab keh diya hai
Db
Kya hi kahu jo
Eb
abhi bhi ankaha hai
Fm7 Eb
Main, haye, na Mirza, na Mir,
Dbmaj7
na maahir, na zaahir
Eb
Karoon kuch naya main
Fm7 Eb
Haye, par jo bhi likha hai, jiya hai
Db
Haan, jiya hai
Eb Eb5
Aise, aise, aise, kaise, waise, jaise
[Chorus]
Fm7 Eb
Jaise main padhoon mere dil mein jo
Fm Eb
Meri aankhein bhi padhe teri aankhon ko
Fm7
Kya yeh mehfil mein baithein?
Eb
Ya uthein
Db Eb
Daud jaane ko, haaye?
Fm7 Eb
Teri aankhon mein taareefon ki talash hai
Fm Eb
Meri mehfil tere jaane se veeraan hai
Fm7
Main bas shayar bana hoon
Eb Db Eb
Sirf tu sun ne aaye toh
[Outro]
Fm7
Shayad shayar bana hoon
Eb Db Eb
Sirf tu sun’ne aaye toh
Comments are closed.