Aise Kaise a.k.a Arz Kiya Hai is a beautiful Hindi song by Anuv Jain, featured in Coke Studio Bharat Season 3. The song is a soulful ballad that blends soft melodies with heartfelt lyrics, capturing the tender emotions of love and longing. Anuv Jain not only sings but also wrote and composed the song, creating a deeply personal and poetic expression of love’s quiet beauty. The simple arrangement, featuring gentle guitar and harmonica, adds to the intimate and calming feel of the music.
The theme of “Arz Kiya Hai” revolves around the transformation of a timid lover into a poet inspired by love. The lyrics poetically describe unspoken emotions, the search for the right words, and the deep devotion felt for the beloved. One of the viral lines from the song, “Aise tu lage ki gulaab hai,” compares the loved one to a delicate rose blossoming in the heart’s garden, evoking the purity and intensity of affection. The song blends traditional poetic imagery with contemporary indie music, making it relatable and touching for listeners.
The music video showcases Anuv Jain himself, lending a personal touch to the song’s narrative. Its beautiful and simple visuals complement the lyrics, enhancing the song’s emotional depth. The song has been widely appreciated for its honesty, emotional transparency, and poetic storytelling, quickly gaining popularity among fans of soulful and meaningful music.
Aise Kaise Anuv Jain Lyrics
Kayar Jo The Woh Shayar Bane
Ab Kya Kya Karein Yeh Ishq Mein
Na Kehte The Kuchh Jo Lage Khoz Mein
Kya Lafz Chune Naye Aashiq Yeh
Ishq Mein Tere Hai Faiz Bane
Arz Kiya Hai Humne Bhi
Likha Kuchh Tere Baare Mein Hai
Aise Tu Lage Ki Gulaab Hai
Aur Aise Tu Lage Ki Gulaab Hai
Baagon Mein Dil Ke Khilke
In Fizaon Mein Chhaye Ho Haye
Aur Waise Hum Toh Tere Hi Gulaam Hai
Aur Waise Hum Toh Tere Hi Gulaam Hai
Badshah Dil Ke Teri Baazi Mein
Jo Tu Chaahe Toh
Doobe Dilon Ki Kya Naav Banun
Main Khud Tair Paaun Na Aankhon Mein
Shayar Ki Fitrat Mein Hi Doobna
Main Kya Hi Ladoon Toofanon Se
Ishq Mein Tere Hai Faiz Bane
Arz Kiya Hai Humne Bhi
Likha Kuchh Tere Baare Mein Hai
Hathon Ko Sambhale Mere Hathon Mein
Kaise Hathon Ko Sambhale Mere Hathon Mein
Jab Tak Neend Na Aaye In Lakeeron Mein
Baatein Ho Haye
Sa Re Pa Ga Re Sa Re Ga Pa Ga Pa
Ni Pa Ni Sa Re Pa Ni Pa Ga Pa Ma
Ga Ma Ga Re Ga Re Sa Ni Sa Sa Re
Sa Ni Pa Ni Sa Ga Re
Re Ga Pa Ni Sa Ga Ga Re Sa Re
Sa Ni Ma Dha Pa Pa Ni Sa Ni Pa Ni
Pa Ga Pa Re Re Sa Re Ga Re Ga
Ma Dha Pa Ni Pa Ni Sa Ni Dha
Sa Ni Sa Ni Pa Dha Pa Ma Ga Ma Ga
Haan Haan…
Haan Sabne Toh Sab Keh Diya Hai
Kya Hi Kahun Jo Abhi Bhi Ankaha Hai
Main Haye Na Mirza Na Mir
Na Mahir Na Zahir Karun Kuch
Naya Main
Haaye Par Jo Bhi Likhha Hai
Jiya Hai Haan Jiya Hai
Aise Aise Aise Kaise Waise Jaise
Jaise Main Padhun Mere Dil Mein Jo
Meri Aankhein Bhi Padhe Teri Aankhon Ko
Kya Yeh Mehfil Mein Baithhe Ya
Uthe Daud Jaane Ko Haaye
Teri Aankhon Mein Tareefon Ki Talaash Hai
Meri Mehfil Tere Jaane Se Veeran Hai
Main Bas Shayar Bana Hoon
Sirf Tu Sun’ne Aaye Toh
Shayad Shayar Bana Hoon
Sirf Tu Sun’ne Aaye Toh